Tararampam Chala Lyrics | Love Day Pyaar Ka Din

                        
                        Tararampam chala jab kafila
Zameen hil gayi aasmaan khul gaya
Tararampam chala jab kafila
Zameen hil gayi aasmaan khul gaya
Hawa ke paro par udhte chlen
Are ban ke yahan wahan titliyan
To bach ke zara rehna yara
shetani ka ye hai  pitara
Ye sukhe main bhi doobote hai kasti

Hai aesi hai ye dosti
Jahan tapki  wahan masti
Ye ladte bhi hain jhagadte bhi hain
Dikhte magar har pal sath hi

Hai aesi hai ye dosti
Jahan tapki  wahan masti
Ye ladte bhi hain jhagadte bhi hain
Dikhte magar har pal sath hi..