Labon Se Labon Ki Mulakaat Hai Lyrics | M3-Midsummer Midnight Mumbai

                        
                        Labon se labon ki mulakaat hai
Mohabbat nibhane ki yeh raat hai
Labon se labon ki mulakaat hai
Mohabbat nibhane ki yeh raat hai
Na doori rahe sanam
Kasam hai tumhein kasam
Kiye rooh tak utar jaane ki hi baat hai

Dil mein lagi ik aag hai
Jhoome jiya sanam
Choome to jo badan
Lag jaaye teri lagan
Jalti hai kyun agan
Bujhne bijhane ki yeh ghadi aaj hai
Oo mehki mehki hai yeh hawa
Chhane laga nasha
Bhaye na dil pe ghazab
Teri ye madhoshiya
Main bekhabar ho gaya
Na bijali na baadal na barsaat hai
Labon se labon ki mulakaat hai
Mohabbat nibhane ki yeh raat hai

Labon se labon ki mulakaat hai
Mohabbat nibhane ki yeh raat hai
Na doori rahe sanam
Kasam hai tumhein kasam
Kiye rooh tak utar jaane ki hi baat hai.