Indian Film History

In Ankho Ne Unko Nahi Dekha Lyrics

From Maa Ke Aansoo (1959)

Singers
Geeta Dutt
Duration
3:24
In ankho ne unko Nahi dekha kai din se In ankho ne unko Nahi dekha kai din se Viran hai mere Ishq ki duniya kai din se Viran hai mere ishq ki Har ashq sunata hai Mere gham ki kahani Har ashq sunata hai Mere gham ki kahani Ankho me hai Barsat ka naksa kai din se In ankho ne unko Nahi dekha kai din se Viran hai mere ishq ki Vo aaye to ek baar Gale mil ke mai rolu Vo aaye to ek baar Gale mil ke mai rolu Sine me thadpati Hai tamanna kai din se In ankho ne unko Nahi dekha kai din se Viran hai mere ishq ki Aai thi najar se Mere taqdeer badalne Aai thi najar se Mere taqdeer badalne Taqdeer badlte soya hai Mere dil ka nasiba kayi din se In ankho ne unko Nahi dekha kai din se Viran hai mere ishq Ki duniya kai din se.

More songs from Maa Ke Aansoo

In Ankho Ne Unko Nahi Dekha Lyrics - Maa Ke Aansoo (1959) | Indian Film History