Indian Film History

Tukda Main Tere Dil Ka Lyrics

From Maahir (1996)

Singers
Kumar Sanu
Lyricist
Anjaan
Duration
7:03
Tukda main tere dil ka Aye maa tu aake mil jaa Tukda main tere dil ka Aye maa tu aake mil jaa Jahan bhi tu hain Sada sukha se rahein yahi hain duaa Tukda main tere dil ka Aye maa tu aake mil jaa Sabki hain maa kaun Mera yahan jo baate gham mera Main besahara hoon Phirta awaara hoon ghutta dam mera Sabki hain maa kaun Mera yahan jo baate gham mera Main besahara hoon Phirta awaara hoon ghutta dam mera Chhod ke gayi maa Jaane tu kahan ab laut aa Tukda main tere dil ka Aye maa tu aake mil jaa Jahan bhi tu hain Sada sukha se rahein yahi hain duaa Tukda main tere dil ka Aye maa tu aake mil jaa Dil jab machalata hain Aansoo nikalta hain teri yaad main Khudko manata hoon Hasta hoon gaata hoon rone ke baad main Dil jab machalata hain Aansoo nikalta hain teri yaad main Khudko manata hoon Hasta hoon gaata hoon rone ke baad main Mujhke manane waali Seene se lagane wali aabhi jaa Tukda main tere dil ka Aye maa tu aake mil jaa Jahan bhi tu hain Sada sukha se rahein yahi hain duaa Tukda main tere dil ka Aye maa tu aake mil jaa.

More songs from Maahir

Tukda Main Tere Dil Ka Lyrics - Maahir (1996) | Indian Film History