Indian Film History

Aa Man Se Man Ki Dor Lyrics

From Maalik (1972)

Duration
4:23
Oo oo oo Mann se mann ki Dor bandhi jab Dor bandhi to amar Prem muskaya Amar prem muskaya Mann me pritam Aan base jab Aan base to mann Manndir kah laya Mann manndir kah laya Mann se mann ki Dor bandhi jab Dor bandhi to amar Prem muskaya Amar prem muskaya Mann se mann ki Dor bandhi jab Dor bandhi to amar Prem muskaya Amar prem muskaya Mann me pritam aan base jab Aan base to mann Manndir kah laya Mann manndir kah laya Phul ne ek bulbul se Pucha pyar kaha rahta hai Bolo pyar kaha rahta hai Bulbul sina chir ke boli Pyar yaha rahta hai Pyar yaha rahta hai Sager hai sager hai Nadiya ki mannzil Prem ki mannzil Premi se prem ki Dor bandhi jab Dor bandhi to amar Prem muskaya Amar prem muskaya Nil gagan me udta panchhi Pyar ki boli bole Pyar ki boli bole Ya tu kisi ko karle apna Ya tu kisi ka hole Ya tu kisi ka hole Us din ye, us din Ye sansar na hoga Jab dunia me pyar na hoga Mann se mann ki Dor bandhi jab Dor bandhi to Amar prem muskaya Amar prem muskaya Mann me pritam a An base jab Aan base to mann Manndir kah laya Amar prem muskaya Amar prem muskaya Amar prem muskaya.

More songs from Maalik

Aa Man Se Man Ki Dor Lyrics - Maalik (1972) | Indian Film History