Ek Toh Sharab Kam Lyrics | Maan Gaye Mughall-e-Azam

Lyricist : Sanjay Chhel
Music Director : Sanjay Chhel , Anu Malik
Singer : Pankaj Udhas
                        
                        kuch bhi nahin tha lekin tera sahaara tha
jo kuch bhi tha voh sab kuch
voh sab kuch luta hua hai luta hua hai

ek to sharab kam
aur paimana tuta hua hai
ek to sharab kam
aur paimana tuta hua hai
chehre pe zakam to dekh kitne
us pe aina tuta hua hai tuta hua hai
tuta hua hai tuta hua hai

ek to tera ye husn uspe jamana kharab
haye re tera ye husn uspe jamana kharab
nasa hi nhi tera sath bhi tera sath bhi
chuta hua hai chuta hua hai
chuta hua hai chuta hua hai
chahe lakh bana tu aashiq gairo ko magar
chahe aakh bana tu aashiq gairo ko magar
tera hont mere hont se mere hont se
jhuta hua hai jhuta hua hai
jhuta hua hai jhuta hua hai.