Ib Na Sunoongi Maine Lyrics | Maang Bharo Sajana

                        
                        Ib na sunungi
Maine bahut sun liya
Ib na sunungi
Maine bahut sun liya
Teri nau teri meri
Sautan piya sautan piya
Ib na sunungi maine ho
Maine bahut sun liya
Teri nau teri meri sautan piya
Ho rasiya mann basiya
Ho rasiya mann basiya

Khinch ke apna haath bedardi
Chhod ke meri pyas adhuri
Achha rukhsat main chalta hu
Achha rukhsat main chalta hu
Mujhko hai kuch kam jaruri
Aasani se tune yeh keh diya

Teri nau teri meri
Sautan piya sautan piya
Ib na sunungi
Maine bahut sun liya

Shyam talak baithi rehti hu
Main ratse pe nain bichhaye
Shyam talak baithi rehti hu
Main ratse pe nain bichhaye
Mere mann se dipak achha
Raat jale subah bujh jaaye
Sari raat sara din jale yeh jiya
Teri nau teri meri
Sautan piya sautan piya
Ib na sunungi
Maine bahut sun liya

Akhiyo ki phir kuch nahi bhata
Dard jiya main jab uthate hai
Sawariya ke bin phulo ki
Sawariya ke bin phulo ki
Sejh pe bhi kante chubhte hai
Kante chubhoye tune aur kya kiya
Teri nau teri meri
Sautan piya sautan piya

Ib na sunungi maine ho
Maine bahut sun liya
Teri nau teri meri sautan piya
Ho rasiya mann basiya
Ho rasiya mann basiya.