Kaise Dil Jeete Aap Ka Lyrics | Madam X

Lyricist : Hasrat Jaipuri
Music Director : Thakur R S , Anu Malik
Singer : Alka Yagnik
                        
                        Kaise dil jeete mein aapka

Ap hi bata de hume rasta
Kaise dil jeete mein aapka
Ap hi bata de hume rasta
Agar koi hai sanam aapka
To mar jayenge sanam le ke nam aapka
Kaise dil jeete mein aapka
Ap hi bata de hume rasta

Zindagi me koi kabhi aaya to hoga
Vo na ho lekin uska saya to hoga
Zindagi mein koi kabhi aaya to hoga
Vo na ho lekin uska saya to hoga
Guzre kal ka koi humko shikva nahi
Rakhna bas aaj se hum se hi vasta
Agar koi hai sanam apka
To mar jayenge sanam le ke nam apka
Kaise dil jeete mein aapka
Ap hi bata de hume rasta

Hum to deewane hai aapke pyar ke
Baithe hai ap par zindagi var ke
Hum to deewane hai aapke pyar ke
Baithe hai ap par zindagi var ke
Socha hai apne kya humare liye
Na saha jaye ab toda bi fasla
Agar koi hai sanam aapka
To mar jayenge sanam le ke nam apka
Kaise dil jeete mein apka
Ap hi bata de hume rasta

Agar koi hai sanam aapka
To mar jayenge sanam le ke nam apka
Kaise dil jeete mein apka
Ap hi bata de hume rasta.