Indian Film History

Tirchhi Nazar Ka Piya Waar Hai Lyrics

From Madari (1959)

Lyricist
P L Santoshi
Duration
3:45
Tirchhi nazar ka piya war hai Najuk jiya ke laga par hai Tirchhi nazar ka piya war hai Najuk jiya ke laga par hai Kahu main kaise daru main sabse Ye pahla pahla pyar hai Tirchhi nazar ka piya war hai Bich bajariya ched na mujhko Kahna mera mann le Kahna mera mann le Pyar bhari do dil ki batiya Sara jag na janle Sara jag na janle Sharmau ghabrau Ye pahli pahli har hai Najuk jiya ke laga par hai Kahu main kaise daru mai sabse Ye pahla pahla pyar hai Tirchhi nazar ka piya war hai Chod ke apni pyari dunia Dar pe tere aayi hu Dar pe tere aayi hu Bali umariya bholi suratiya Dekh main kya kya layi hu Dekh main kya kya layi hu Tere nain le gaye chain Jina ab duswar hai Tirchhi nazar ka piya war hai Najuk jiya ke laga par hai Kahu main kaise daru mai sabse Ye pahla pahla pyar hai Tirchhi nazar ka piya war hai Najuk jiya ke laga par hai Kahu main kaise daru mai sabse Ye pahla pahla pyar hai Tirchhi nazar ka piya war hai.

More songs from Madari

Tirchhi Nazar Ka Piya Waar Hai Lyrics - Madari (1959) | Indian Film History