Indian Film History

Naye Zamane Ka Naya Lyrics

From Madh Bhare Nain (1955)

Lyricist
Shailendra
Duration
3:15
Naye Zamane Ka Naya Paighaam Sunaane Aaye Ham Jaag Re Desh Ke Bande Aalam Ko Jagaane Aaye Ham Naye Zamane Ka Naya Paighaam Sunaane Aaye Ham Koi Dewe Sachh Ki Sada Bhagwan Ka Thekedaar Koi Aur Loot Ke Dukhiyaaron Ke Ghar Banta Hai Pehredaar Koi Loot Ke Dukhiyaaron Ke Ghar Banta Hai Pehredaar Koi Rang Birangi Duniya Ki Tasweer Dikhaane Aaye Ham Aaye Ham Jaag Re Desh Ke Bande Jaag Re Desh Ke Bande Aalam Ko Jagaane Aaye Ham Naye Zamane Ka Naya Paighaam Sunaane Aaye Ham Ye Dharti Bhari Khazaanon Se Phir Bhi Koi Laachaar Hai Kyun Har Chauraste Pe Insaanon Ka Ye Sasta Baazaar Hai Kyun Har Chauraste Pe Insaanon Ka Ye Sasta Baazaar Hai Kyun Bhedbhaav Ki Ye Oonchi Deewaar Giraane Aaye Ham Aaye Ham Jaag Re Desh Ke Bande Jaag Re Desh Ke Bande Aalam Ko Jagaane Aaye Ham Naye Zamane Ka Naya Paighaam Sunaane Aaye Ham Dhan Daulat Ke Aasan Pe Baith Talwaar Ki Pooja Band Karo Band Karo Taaqat Ke Nashe Mein Nafrat Ke Avtaar Ki Pooja Band Karo Taaqat Ke Nashe Mein Nafrat Ke Avtaar Ki Pooja Band Karo Duniya Ko Pyaar Ki Reet Aman Ka Geet Sikhaane Aaye Ham Aaye Ham Jaag Re Desh Ke Bande Jaag Re Desh Ke Bande Aalam Ko Jagaane Aaye Ham Naye Zamane Ka Naya Paighaam Sunaane Aaye Ham Jaag Re Desh Ke Bande Aalam Ko Jagaane Aaye Ham Naye Zamane Ka Naya Paighaam Sunaane Aaye Ham Jaag Re Desh Ke Bande.

More songs from Madh Bhare Nain

Naye Zamane Ka Naya Lyrics - Madh Bhare Nain (1955) | Indian Film History