Indian Film History

Suhana Safar Aur Ye Mausam Hasin Lyrics

From Madhumati (1958)

Singers
Mukesh
Lyricist
Shailendra
Duration
3:27
Suhanaa safar aur ye mausam hasi Suhanaa safar aur ye mausam hasi Hame darr hai hum kho na jaae kahin Suhanaa safar aur ye mausam hasi Ye kaun hansataa hai phoolo me chhup kar Bahaar bechain hai kiski dhun par Ye kaun hansataa hai phoolo main chhup kar Bahaar bechain hai kisaki dhun par Kahi gumagum, kahi rumajhum, ke jaise naache zami Suhaanaa safar aur ye mausam hasi Hame dar hai hum kho na jaae kahi Suhanaa safar aur ye mausam hasi Ye gori nadiyon kaa chalanaa uchhalkar Ke jaise alhad chale pi se milkar Ye gori nadiyo kaa chalnaa uchhalkar Ke jaise alhad chale pi se milkar Pyare pyare ye nazare nikhare hai har kahi Suhanaa safar aur ye mausam hasi Suhanaa safar aur ye mausam hasi Hume darr hai hum kho na jaaye kahin Suhanaa safar aur ye mausam hasi Ho ho ho Vo aasman jhuk rahaa hai zami par Vo aasman jhuk rahaa hai zami par Ye milan hamane dekhaa yahi par Vo aasman jhuk rahaa hai zami par Ye milan hamane dekhaa yahi par Meri duniyaa, mere sapne, milege shayad yahi Suhanaa safar aur ye mausam hasi Suhanaa safar aur ye mausam hasi Hame dar hai ham kho na jaae kahi Suhanaa safar aur ye mausam hasi Suhanaa safar aur ye mausam hasi.

More songs from Madhumati