Indian Film History

Tum Kahan Ho Tum Kahan Lyrics

From Madhur Milan (1955)

Lyricist
S H bihari
Duration
3:28
Tum kahan ho tum kahan ho Tum kahan ho tum kahan ho Tum kahan ho tum kahan ho Kho gaye hai aarzu ke kaarwa Kho gayi hai manzil hamari benisa Tum kahan ho tum kahan ho Chhod kar tum chal Diye majdhar mein Lut gaye ham pyar mein Reh gayi dil hi mein dil ki daastan Tum kahan ho tum kahan ho Tum kahan ho tum kahan ho Tum kahan ho Zapt karne par bhi Aansu aa gaye Pyar ko behka gaye Zapt karne par bhi Aansu aa gaye Pyar ko behka gaye Dard ko samjhe The ham to bezuba Tum kahan ho tum kahan ho Tum kahan ho tum kahan ho Tum kahan ho Dil kisi surat bahalta hi nahi Dam nikalta bhi nahi Ban gaye dushman Zameen aur aasmaan Tum kahan ho tum kahan ho Tum kahan ho tum kahan ho Tum kahan ho.

More songs from Madhur Milan