Indian Film History

Yun Husn Ka Jalwa Lyrics

From Maha Badmaash (1977)

Lyricist
Noor Dewasi
Duration
3:57
Yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta Yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta Aise na machal deewane sambhal Dil dungi tujhe main aaj nahi Aaj nahi kal Jaldi me koi kaam kaam nahi ho sakta Yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta Do hi din hue hai hame Milke abhi milke abhi Mange hai anmol chize Tu to sabhi raja chize sabhi Chehre ka namak mathe ki chamak Baho ki lachak sanso ki mahak Kuch bhi to tere naam naam nahi ho sakta Yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta Julfo me jahrili nag simte hue Nag simte hue Aankho se palko ke Kate lipte hue, kate lipte hue Cheda jo agar rakhna ye khabar Nas nas me kar dega asar Aankho ka piye jam jam nahi ho sakta Yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta Aise na machal diwane sambhal Dil dungi tujhe main aaj nahi Aaj nahi kal Jaldi mein koi kaam kam nahi ho sakta Yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta.

More songs from Maha Badmaash

Yun Husn Ka Jalwa Lyrics - Maha Badmaash (1977) | Indian Film History