Indian Film History

Kitni Hasin Hai Mere Pyar Ki Nazar Lyrics

From Maharaja (1970)

Duration
3:16
Kitni haseen hai mere pyar ki nazar Kitni jawa hai dildar ki nazar Ghere hai mujhe to sansar ki nazar Sab hai mere deewane mai hu teri Baili hoon baili hoon baili hoon Baili hoon baili hoon baili hoon Kitni haseen hai mere pyar ki nazar Kitni jawa hai dildar ki nazar Ghere hai mujhe to sansar ki nazar Sab hai mere deewane mai hu teri Baili hoon baili hoon baili hoon Baili hoon baili hoon baili hoon Jaha mai isaara karu Dil ka ujala karu Wahi se milegi tujhe manzil Hose gavana nahi dagamagana nahi Ho jayega sab hasil Mere pichhe pichhe aao Khel me dalo ek dav Ye ghadi phir aaye ke na aaye Kitni haseen hai mere pyar ki nazar Kitni jawa hai dildar ki nazar Ghere hai mujhe to sansar ki nazar Sab hai mere deewane mai hu teri Baili hoon baili hoon baili hoon Baili hoon baili hoon baili hoon Chehara gulabi mera Husan sharabi mera Pyar bhari hai meri baate Chaal nasili meri Bijali saheli meri Nur bhari hai meri raate Mere naina kya nirale Chhalke chhalke jaise pyale Ye nasha phir chhaye ke na chhaye Kitni haseen hai mere pyar ki nazar Kitni jawa hai dildar ki nazar Ghere hai mujhe to sansar ki nazar Sab hai mere deewane mai hu teri Baili hoon baili hoon baili hoon Baili hoon baili hoon baili hoon Tujhse nigahe mili Nayi nayi rahe mili Jhum uthi hai adaye Sapane sajane wale Dil ko jagane wale Tham le tu hi meri bahe Char din ki zindagi hai Tu mila hai ye khushi hai Dil tujhe phir paye ke na paye Hey hey Kitni haseen hai mere pyar ki nazar Kitni jawa hai dildar ki nazar Ghere hai mujhe to sansar ki nazar Sab hai mere deewane mai hu teri Baili hoon baili hoon baili hoon Baili hoon baili hoon baili hoon.

More songs from Maharaja