Bandh Qamar Nikale Diwane Lyrics | Maharani Padmini

                        
                        bandh kamar nikle diwane
maut ke ghar jane ko
hum hai maut ki maut
chale ye maut ko samjhane ko
hamse takkar lene ko
tufan bhi ghabrate hai
badi badi chattano ke dil
baith baith jate hai
sar par kafan bandh kar
sar ko rakh ke chale hatheli par
dar bhi dar ke ke bhag gaya
in veero ki aahat pa kar
in veero ki aahat pa kar