Hansa Rana Na Jao Lyrics | Mahasati Savitri

Lyricist : Kavi Pradeep
Music Director : Homi Wadia , Avinash Vyas
Singer : Asha Bhosle
                        
                        Hansa rana na jao
Na jao chhod ke
Akeli mujhko
Na jao chhod ke akeli
Hansa rana

Jagat ki aankho
Mein na banao
Mujhko piya paheli
Na jao na jao
Chhod ke akeli
Hansa rana

Mat jao he pritam mere
Pinjra suna kar ke
Pinjra suna kar ke
Parwat jaisa bojha mere
Jivan upar dhar ke
Jivan upar dhar ke
Main to tumhare
Sang mein sajna
Main to tumhare
Sang mein sajna
Do din bhi na kheli
Na jao na jao
Chhod ke akeli
Hansa rana

Lambe safar par
Jana hai to
Mujhe bhi sang le jao
Mujhe bhi sang le jao
Piya na chhodo
Bich bhawar mein
Mujhe bhi par lagao
Mujhe bhi par lagao
Na jao na jao
Chhod ke akeli
Hansa rana na jao
Na jao chhod ke akeli
Mujhko
Na jao chhod ke akeli
Hansa rana.