Indian Film History

Pyar Mera Jo Tune Loota Lyrics

From Mahua (1969)

Duration
4:15
bhagwan bhagwan bhagwan bhagwan pyar mera jo tune luta samjhugi bhagwan hai jhutha sabko naach nachane wale soch le aaj tera imtahan hai bhagwan ek thi bavula nari tune uska lachhindar de hi diya saccha savitri ka pyar tha usne yam se piya ko to le hi liya pyar saccha mera de raha hai sada ise chhinega kaise tu soch le ye to mera satyawan hai soch le aaj tera imtahan hai pyar mera jo tune luta samjhugi bhagwan hai jhutha sabko naach nachane wale soch le aaj tera imtahan hai bhagwan ansuya thi prem pyasi rogi pritam ko usne bacha hi liya sita thi raghuwar ki pyasi usne ravan se aanchal chuda hi liya dekh le bhar gya ab ghada pap ka papi ravan ki shakti ko noch le tu to sarv shaktiman hai papi ravan ki shakti ko noch le tu to sarv shaktiman hai bhagwan bhagwan bhagwan bhagwan.

More songs from Mahua

Pyar Mera Jo Tune Loota Lyrics - Mahua (1969) | Indian Film History