Indian Film History

Dekhe Meri Aankhon Mein Jo Lyrics

From Main Aur Charles (2015)

Singers
Saba Azad
Duration
3:42
Jaan ho meri jaan kyun ho khafa Mere dil ki sun aawaaz Sun le ab khul jaayenge raaz Dekhe meri aankhon mein jo Chadh jaaye nasha Nazrein mila ke dekh Jaan paas aake dekh Jaam dhoondhta hai tu kya Ghum raaton ke o shehzaade Ghum tera pataa Farzi taank jhank mein Ye murjhi si talaash mein Shikaar dhoondhta hai tu kya Sham hai paheli ye raat ajnabi si Chhayi bechainiyaan Jaan bhi akeli koi thaam le hatheli Kyun ye betaabiyaan Dekhe meri aankhon mein jo Chadh jaaye nasha Nazrein mila ke dekh Jaan paas aake dekh Jaam dhoondhta hai tu kya Khamoshiyan bhi ye teri bayaan kare kahaani Behki si, behti si, shamein jo thi ruhaani Sham hai paheli ye raat ajnabi si Chhayi bechainiyaan Jaan bhi akeli koi thaam le hatheli Kyun ye betaabiyaan Dekhe meri aankhon mein jo Chadh jaaye nasha Nazrein mila ke dekh Jaan paas aake dekh Jaam dhoondhta hai tu kya Ghum raaton ke o shehzaade Ghum tera pataa Farzi taank jhank mein Ye murjhi si talaash mein Shikaar dhoondhta hai tu kya Dekhe meri aankhon mein jo Chadh jaaye nasha Nazrein mila ke dekh Jaan paas aake dekh Jaam dhoondhta hai tu kya.

More songs from Main Aur Charles

Dekhe Meri Aankhon Mein Jo Lyrics - Main Aur Charles (2015) | Indian Film History