Indian Film History

Main Hu Alladin Lyrics

From Main Hoon Alladin (1965)

Singers
Mukesh
Duration
3:49
Main hu alladin main hu alladin Main hu alladin main hu alladin Dil hai sada tabiyat hai rangin Dil hai sada tabiyat hai rangin Main hu alladin main hu alladin Main hu alladin main hu alladin Jindagi hai hasino pe marna Ishk mein jo bhi ho kar gujarna Apne ustad farma gaye hai Khana peena or bas mauj karna Or kam sikhe hai karne hamne yahi se Main hu alladin main hu alladin Dil hai sada tabiyat hai rangin Main hu alladin main hu alladin Husn walo tumhari duhai Kar rahe ho jaha me khudai Sekh sahab jara inse bachna Lut lenge ye sab parsai Ho mamla hai ye to bada sangini Main hu alladin main hu alladin Dil hai sada tabiyat hai rangin Main hu alladin main hu alladin Tu ye bando se kya mangta hai Mang usse jo sabka khuda hai Usko dena padega barabar Tere daman mein jitni jagah hai Ho dusro ka hissa na kabhi chin Main hu alladin mai hu alladin Dil hai sada tabiyat hai rangin Dil hai sada tabiyat hai rangin Main hu alladin main hu alladin Main hu alladin main hu alladin.

More songs from Main Hoon Alladin

Main Hu Alladin Lyrics - Main Hoon Alladin (1965) | Indian Film History