Karar De Mere Maulla Lyrics | Main Hoon Jadugar

Lyricist : Naushad
Music Director : Naushad , Naushad
Singer : Suman Kalyanpur
                        
                        Karar de mere maulla
Ke bekarar hu mai
Khuda bhi jispe taras khaye
Wo bahar hu mai
Koi nahi meharba
Mushkil me hai meri jaa
Ye to bata aasma
Haye mai jaau kaha
Koi nahi meharba
Mushkil me hai meri jaa
Ye to bata aasma
Haye mai jaau kaha

ghamki ghata chha gayi
Taro ko nind aa gayi
ghamki ghata chha gayi
Taro ko nind aa gayi
Bhuj gaya dil ka diya
Aisi chali aandhiya
Koi nahi meharba
Mushkil me hai meri jaa
Ye to bata aasma
Haye mai jaau kaha

Tune diya aisa gham
Ghutne laga mera dam
Tune diya aisa gham
Ghutne laga mera dam
Malik utha le mujhe
Ya de mujhe meri jaa
Koi nahi meharba
Mushkil me hai meri jaa
Ye to bata aasma
Haye mai jaau kaha
Haye mai jaau kahas
Haye mai jaau kaha.