Indian Film History

Lakhon Haseen Lyrics

From Main Khiladi Tu Anari (1994)

Lyricist
Anwar Sagar
Duration
5:37
La la laa laa laa laa laa laa La la la laa la laa la laa Bas aap pehli baar dil mein utar gaye Laakhon haseen meri nazar se guzar gaye Bas aap pehli baar dil mein utar gaye Laakhon jawaan meri nazar se guzar gaye Bas aap pehli baar dil mein utar gaye Laakhon haseen meri nazar se guzar gaye Tanha tha raat din main aap ke bina Har ek pal aap ki dil ko talaash thi Ek roz milenge aap, kehti thi dhadkanein Betaab zindagi ko milne ki aas thi Milne se aap ke hum to nikhar gaye Bas aap pehli baar dil mein utar gaye Laakhon jawaan meri nazar se guzar gaye Chaahat mein aap ki chhaaya hai voh nasha Main naam aap ka likhta hoon har jaga Denge na dil kisi ko, yeh khaayi thi kasam Dekha jo aap ko to tod di kasam Deewana humko aap ek pal mein kar gaye Bas aap pehli baar dil mein utar gaye.

More songs from Main Khiladi Tu Anari