Ye Na Thi Hamari Kismat Ke Lyrics | Main Nashe Men Hoon

                        
                        Ye na thi hamari kismat haye
Ye na thi hamari kismat ke
Visal e yar hota
Agar aur jite rahte
Agar aur jite rahte
Yahi intazar hota
Ye na thi hamari kismat haye
Ye na thi hamari kismat

Tere bade pe jiye ham
To ye jan chhut jana
Tere bade pe jiye ham
To ye jan chhut jana
Is khushi se mar na jate
Is khushi se mar na jate
Agar etabar hota
Ye na thi hamari kismat haye
Ye na thi hamari kismat ke
Visal e yar hota
Ye na thi hamari kismat haye
Ye na thi hamari kismat

Ye kaha ki dosti hai ke
Bane hai dost nase
Ye kaha ki dosti hai ke
Bane hai dost nase
Koi chara saz hota
Koi chara saz hota
Koi gham gusar hota
Ye na thi hamari kismat haye
Ye na thi hamari kismat ke
Visal e yar hota
Ye na thi hamari kismat haye
Ye na thi hamari kismat.