Indian Film History

Aye Dil Machal Machal Ke Yu Lyrics

From Main Suhagan Hoon (1964)

Lyricist
Kaifi Azmi
Duration
3:37
aye dil machal machal ke yu rota hai bar bar kyu aye dil machal machal ke yu rota hai bar bar kyu apna chaman ujad gaya aayegi ab bahar kyu apna chaman ujad gaya aayegi ab bahar kyu aye dil machal machal ke yu rota hai bar bar kyu pahle jara hasa diya ji bhar ke fir rula diya pahle jara hasa diya ji bhar ke fir rula diya kismat pe ishtiyar kya kismat ka atbar kya apna chaman ujad gaya aayegi ab bahar kya aye dil machal machal ke yu rota hai bar bar kyu tu kahe is tarah se dil kaap uthi hai jindagi kaanp uthi hai jindagi tu kahe is tarah se dil kaanp uthi hai jindagi kaanp uthi hai jindagi jite ji ham to mar gaye maut ka intzar kya apna chaman ujad gaya aayegi ab bahar kyu aye dil machal machal ke yu rota hai bar bar kyu

More songs from Main Suhagan Hoon

Aye Dil Machal Machal Ke Yu Lyrics - Main Suhagan Hoon (1964) | Indian Film History