Indian Film History

Chehra Kanwal Hai Lyrics

From Maine Jeena Seekh Liya (1982)

Duration
5:19
Chehra kanwal hai aapka Aankho mein hai sharab Aankho mein hai sharab Sare jaha me aapka koi nahi jawab Chehra kanwal hai aapka Ye husn aur sabab ka dariya liye hue Ye husn aur sabab ka dariya liye hue Daman me mere pyar ki dunia liye hue Dil leke yu na jayiye Dil leke yu na jayiye Na jayiye janab na jayiye janab Sare jaha mein aapka koi nahi jawab Chehra kanwal hai aapka Chhuke badan ko aapke kaliya hui jawa Chhuke badan ko aapke kaliya hui jawa Gulshan me sakh sakh pe likhi hai dasta Bhawaro ne dekha aapko Bhawaro ne dekha aapko Niyat hui kharab Niyat hui kharab Sare jaha mein aapka koi nahi jawab Chehra kanwal hai aapka Hotho ko surkh rang ye sanso me ghul gaya Hotho ko surkh rang ye sanso me ghul gaya Palke uthayi aapne maykhana khul gaya Madhosh kar do sakiya Madhosh kar do sakiya Pee lu mai behisab Pee lu mai behisab Sare jaha me aapka koi nahi jawab Chehra kanwal hai aapka Aankho mein hai sharab Aankho mein hai sharab Sare jaha mein aapka koi nahi jawab Chehra kanwal hai aapka.

More songs from Maine Jeena Seekh Liya

Chehra Kanwal Hai Lyrics - Maine Jeena Seekh Liya (1982) | Indian Film History