Ae Gham-e-Dil Title Lyrics | Majaz

Lyricist :
Music Director : Dr. Madih , Talat Aziz
Singer : Talat Aziz
                        
                        Shahar ki raat aur main nashad-o-nakara phiru
Shahar ki raat aur main nashad-o-nakara phiru
Jagmagaati jaagati, sadako pe aawara phiru
Jagmagaati jaagati, sadako pe aawara phiru

Zeher ki basti hai kab tak darbadar maara phiru
Ae gham-e-dil kya karu, ae vahashat-e-dil kya karu
Ae gham-e-dil kya karu, ae vahashat-e-dil kya karu.