Indian Film History

Sun Mere Mitwa Lyrics

From Malamaal Weekly (2006)

Lyricist
Nawab Arzoo
Duration
6:46
Sun mere mitwaa Sun mere mitwaa Sun mere mitwaa Sun mere mitwaa Nadiyaan kinaare ek gaanv re Ek din aaisi aandhi aayi Kho gayi usmein Peepal chaanv re Sun mere bandhu Sukh dukh toh hai Aati jaati badariya Raat ke aanchal se nilkegi Bhor ki dagariya Sun mere mitwaa Sun mere mitwaa Nadiyaan kinaare ek gaanv re Ek din aaisi aandhi aayi Kho gayi usmein Peepal chaanv re Sun mere bandhu Sukh dukh toh hai Aati jaati badariya Raat ke aanchal se nilkegi Bhor ki dagariya Khet mein sona lehrata tha Har ghar tha khush haal Khet mein sona lehrata tha Har ghar tha khush haal Baadh kabhi bhookamp ne Maara kabhi pada aakaal Pal mein bikhra Pal mein bikhra haar gaye Sab jeeta huan daanv re Sun mere bandhu such Dukh toh hai aati Jaati badariya Raat ke aanchal se Nilkegi bhor ki dagariya Sun mere mitwaa Sun mere mitwaa Nadiyaan kinaare Ek gaanv re Ek din aaisi aandhi aayi Kho gayi usmein Peepal chaanv re Sun mere bandhu such Dukh toh hai aati Jaati badariya Raat ke aanchal se Nilkegi bhor ki dagariya Sone jaise din hote The chaandi jaisi rain Sone jaise din hote The chaandi jaisi rain Jaane laagi kiski nazariya Loot gaya sabka chain Aas kinaare Aas kinaare doob gayi Thi khushiyon ki naav re Sun mere bandhu such Dukh toh hai aati Jaati badariya Raat ke aanchal se Nilkegi bhor ki dagariya Sun mere mitwaa Sun mere mitwaa Nadiyaan kinaare ek gaanv re Ek din aaisi aandhi aayi Kho gayi usmein Peepal chaanv re Sun mere bandhu such Dukh toh hai aati Jaati badariya Raat ke aanchal se Nilkegi bhor ki dagariya.

More songs from Malamaal Weekly

Sun Mere Mitwa Lyrics - Malamaal Weekly (2006) | Indian Film History