Phir Na Milen Kabhi Lyrics | Malang

                        
                        Ab ke gaye ghar se jo tere
Phir na laut aaunga
Tu bhi mujhe bhool jaana
Main bhi bhool jaaunga

Ab ke gaye ghar se jo tere
Phir na laut aaunga
Tu bhi mujhe bhool jaana
Main bhi bhool jaaunga

Chalte chalte karta salaam aakhiri
Rab se ab toh maangu bas dua yahi

Hum phir na milen kabhi
Hum phir na mile kabhi
Hum phir na mile kabhi
Phir na mile kabhi

Phir na milein!

Ehsaas na huya ke juda hone laga
Dekho haste haste rone lage
Kyun bewjah maine iss ishq ko chhuya
Pagalpan tha mera wo jo kuch bhi hua

Teri gali mein mujhko jaana nahi
Tu yaad mujhko kyun na rahi

Hum phir na milen kabhi
Hum phir na mile kabhi
Hum phir na mile kabhi
Hum phir na mile kabhi

Phir na milein!.