Indian Film History

Mann Saunp Diya Anjane Me Lyrics

From Malati Madhav (1951)

Duration
3:05
man saup diya anjane me man saup diya anjane me man saup diya anjane me anjane me, anjane me anjane me, anjane me man saup diya anjane me man saup diya anjane me naino ne darsh ras kiya paan kar diya palak me hraday daan naino ne darsh ras kiya paan kar diya palak me hraday daan ek jhalak me bandhe naino se pran ek jhalak me bandhe naino se pran kitna sukh hain bandh jane me kitna sukh hain bandh jane me man saup diya anjane me man saup diya anjane me aankho ko kya ho gaya aaj hain path me atki bina kaaj aankho ko kya ho gaya aaj hain path me atki bina kaaj pag pag par inko barje laaj pag pag par inko barje laaj ye aati nahi bahlane me ye aati nahi bahlane me man saup diya anjane me man saup diya anjane me

More songs from Malati Madhav

Mann Saunp Diya Anjane Me Lyrics - Malati Madhav (1951) | Indian Film History