Indian Film History

Khaaq Mein Mila Ke Lyrics

From Malik (1958)

Singers
Suraiya
Duration
3:16
Gareebon ke liye ye zindagi Jhoothhi kahaani hai Khaaq mein mila ke Hamen ban gaye anjaan Arre waah re bhagwaan Waah re bhagwaan Arre waah re bhagwaan Khaaq mein mila ke Hamen ban gaye anjaan Arre waah re bhagwaan Arre waah re bhagwaan Ham kaash jahaan mein Tere paida hi na hotey Ham kaash jahaan mein Tere paida hi na hotey Milta na hamen gham Na yoon taqdeer ko rotey Khush hoke na tum Naiyya gareebon ki dubote Ik akeli jaan meri Gham ka ye toofaan Arre waah re bhagwaan Waah re bhagwaan Arre waah re bhagwaan Khaaq mein mila ke Hamen ban gaye anjaan Arre waah re bhagwaan Arre waah re bhagwaan Main tere siwaa Main tere siwaa Gair se shiqwaa na karoongi Dukh dard ka afsaana Tujhi se main kahoongi Tadpoongi magar tujhko Bhi tadpa ke rahoongi ee Dil hi toot jaaye to Phir kya kare insaan Arre waah re bhagwaan Waah re bhagwaan Arre waah re bhagwaan Khaaq mein mila ke Hamen ban gaye anjaan Arre waah re bhagwaan Arre waah re bhagwaan.

More songs from Malik

Khaaq Mein Mila Ke Lyrics - Malik (1958) | Indian Film History