Indian Film History

Das Na Jaayen Tujhko Lyrics

From Malika (1947)

Lyricist
Tanvir Naqvi
Duration
2:30
Das Na Jaayen Tujh Ko Zulfen Kaaliyaan Zulfen Kaaliyaan Kaaliyaan Das Na Jaayen Tujh Ko Zulfen Kaaliyaan Toone Kyun Yeh Naaginen Hain Paaliyaan Toone Kyun Yeh Naaginen Hain Paaliyaan Das Na Jaayen Tujh Ko Zulfen Kaaliyaan Zulfen Kaaliyaan Kaaliyaan Das Na Jaayen Tujh Ko Zulfen Kaaliyaan Teri Mast Aankhon Ke Dorey Dekh Kar Teri Mast Aankhon Ke Dorey Dekh Kar Teri Mast Aankhon Ke Dorey Dekh Kar Udd Gayin Phoolon Ke Rukh Se Laaliyaan Rukh Se Laaliyaan Laaliyaan Udd Gayin Phoolon Ke Rukh Se Laaliyaan Rukh Se Laaliyaan Laaliyaan Das Na Jaayen Tujh Ko Zulfen Kaaliyaan Tu Agar Gulshan Mein Jaana Chhod De Tu Agar Gulshan Mein Jaana Chhod De Tu Agar Gulshan Mein Jaana Chhod De Bhool Jaayengi Lachakna Daaliyaan Lachakna Daaliyaan Daaliyaan Bhool Jaayengi Lachakna Daaliyaan Lachakna Daaliyaan Daaliyaan Das Na Jaayen Tujh Ko Zulfen Kaaliyaan Tere Rukhsaaron Ko Aksar Choom Kar Tere Rukhsaaron Ko Aksar Choom Kar Tere Rukhsaaron Ko Aksar Choom Kar Jhoom Jaati Hain Sunehri Baaliyaan Sunehri Baaliyaan Baaliyaan Jhoom Jaati Hain Sunehri Baaliyaan Sunehri Baaliyaan Baaliyaan Das Na Jaayen Tujh Ko Zulfen Kaaliyaan

More songs from Malika

Das Na Jaayen Tujhko Lyrics - Malika (1947) | Indian Film History