Indian Film History

Woh Bhuli Dastaan+ Lyrics

From Mallika (2010)

Duration
3:18
Woh bhuli dastan lo Phir yaad aa gayi Nazar ke samnae Ghata si chhaa gayi Nazar ke samnae Ghata si chhaa gayi Woh bhuli dastan lo Phir yaad aa gayi Kahan se phir chale aaye Yeh kuchh bhajke hue saaye Yeh kuchh bhule hue nagme Jo mere pyaar ne gaye Yeh kuchh bhichhdi hui yaadein Yeh kuchh toote hue sapne Paraaye ho gaye to kya Kabhi yeh bhi to the apne Na jaane inse kyun milkar Nazar sharma gayi Woh bhooli dastaan Lo phir yaad aa gayi Bade rangeen zamaane the Taraane hi taraane the Magar ab poochhta hai dil Woh din the yaa fasaane the Faqat ik yaad hai baaki Bas ek fariyaad hai baaki Woh khusiyan loot gayi lekin Dil yebarbaad hai baaki Kahan the zindagi meri Kahan par aa gayi Woh bhuli dastan Lo phir yaad aa gayi.

More songs from Mallika