Indian Film History

Na Rahe Hum Lyrics

From Mamta (1966)

Music
Roshan
Duration
1:15
Rahe na rahe hum, mahaka karenge Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein Rahe na rahe hum Mausam koi ho is chaman me Rang banke rahenge in fiza me Chahat ki khushabu, Yu hi zulfo se udegi, fizayo ya bahare Yuhi jhumate, yuhi jhumate aur khilate rahenge Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein Rahe na rahe hum, mahaka karenge Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein Rahe na rahe hum Khoye ham aise kya hai milna Kya bichhadna nahi hai, yad hamko Guche me dil ke jab se aaye Sirf dil ki zami hai, yad hamko Isi sarazami, isi sarazami pe ham to rahenge Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein Rahe na rahe hum, mahaka karenge Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein Rahe na rahe hum Jab ham na hoge tab hamari khak pe Tum rukoge chalte chalte Ashko se bhigi chadani mein Ik sada si sunoge chalte chalte Vahi pe kahi, vahi pe kahi ham tumse milenge Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein Rahe na rahe hum, mahaka karenge Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein Rahe na rahe hum.

More songs from Mamta

Na Rahe Hum Lyrics - Mamta (1966) | Indian Film History