Indian Film History

O Rahi Lyrics

From Manjhi - The Mountain Man (2015)

Lyricist
Ketan Mehta
Duration
4:20
Daras deewana..bawla.. Ul-mast fakeera ek akela hi raha Ash-mast dheera.. O rahi, o rahi o rahi Tu roshni ka sipaahi sipaahi O rahi, o rahi o rahi Tu roshni ka sipaahi sipaahi, o rahi Tu jo chalega toh raah banegi Khwabon se tere ye dunia sajegi sajegi O rahi, o rahi o rahi Tu roshni ka sipaahi o rahi O rahi, o rahi o rahi Chal rehe rahi Chal chal rehe raahi Chal chal chal… Chal rehe rahi Chal chal rehe raahi Chal chal rehe raahi Chal chal rahi raahi Chal rehe rahi Chal chal rahi raahi Chal rahi rahi… Chal uth budbak jaag zara Chal apna rasta bana Muskura ke tu zindagi ka jashn manaa Badlega khudko toh hi Badlega ye jahaan Ab tujh se suru hogi aage ki daastaan Chingaari hogi toh aag jagegi Chingaari hogi toh aag jagegi Chal rahi rahi… O rahi, o rahi rahi Tu roshni ka sipaahi sipaahi Tu roshni ka sipaahi O..manzil toh hain bas mansube ki hadd Khwahishein beshumaar armaan behadd Manzil toh hain bas mansube ki hadd Kaun jaane kya hoga kab Bas tu hi, bas tu hi Jaane kya karega ab Karni se teri kahani chalegi Karni se teri kahani chalegi.. O rahi, o rahi o rahi Tu roshni ka sipaahi sipaahi, o rahi O rahi, o rahi o rahi O rahi… Tu jo chalega toh raah banegi Khwabon se tere ye duniya sajegi O rahi…rahi… O rahi…

More songs from Manjhi - The Mountain Man

O Rahi Lyrics - Manjhi - The Mountain Man (2015) | Indian Film History