Indian Film History

Bura Lagta Hai Lage Lyrics

From Manmauji (1962)

Duration
3:27
Bura lagta hai lage duniya ko Apni maraji se jiunga main to Bura lagta hai lage duniya ko Apni maraji se jiunga main to Sidhi chal chalu ya tedhi Main man mauji deewana Bhare huye maikhane Chhodu le lu khali paimana Jis hal me hu achha hu Kya lena mujhe duniya se Bura lagta hai lage duniya ko Apni maraji se jiunga main to Khushiya meri gham bhi mere Duniya ka ehasan na lu Bikata hai jo bazaron me Main aisa imaan na lun Mera dard mubarak mujhko Duniya ki jhuthi dawa na lu Bura lagta hai lage duniya ko Apni maraji se jiunga main to Bura lagta hai lage duniya ko Apni maraji se jiunga main to Bura lagta hai lage duniya ko Apni maraji se jiunga main to.

More songs from Manmauji

Bura Lagta Hai Lage Lyrics - Manmauji (1962) | Indian Film History