Indian Film History

Goya Ke Chunanche Lyrics

From Manoranjan (1974)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
5:57
Goya ke chunanche goya ke chunanche Goya ke chunanche goya ke chunanche Ho nache gaye jhum ke aa goya ke chunanche Ho nache gaye jhum ke aa goya ke chunanche Goya ke chunanche goya ke chunanche Kitna pyara geet hai ye goya ke chunanche Kitna pyara geet hai ye goya ke chunanche Goya ke chunanche goya ke chunanche Kiya maine pyar yu to kai bar Dil ka sauda tujhse pahli bar kiya Kiya maine pyar yu to kai bar Dil ka sauda tujhse pahli bar kiya Andhera kho gaya sawera ho gaya Mai teri ho gayi tu mera ho gaya Ban gayi meri zindagi bas Goya ke chunanche Goya ke chunanche goya ke chunanche Lab pe tera naam dil me teri yad Aankho me teri taswir basi Lab pe tera naam dil me teri yad Aankho me teri taswir basi Ye dil kyu ho gaya deewana kya kahu Deewane dil ka mai fasana kya kahu Mujhko apna hosh nahi bas Goya ke chunanche Goya ke chunanche goya ke chunanche Aashiq uska nam hath jo le tham Dunia chhode yar yaari na tode Aashiq uska nam hath jo le tham Dunia chhode yar yaari na tode Khushi ke din ho ya gumo ki sham ho Usi ki yad ho usi ka naam ho Sau baato ki baat ye goya ke chunchache Nache gaye jhum ke aa goya ke chunanche Goya ke chunanche goya ke chunanche Goya ke chunanche goya ke chunanche.

More songs from Manoranjan

Goya Ke Chunanche Lyrics - Manoranjan (1974) | Indian Film History