Ban Titli (Gratis Lyrics | Manto

                        Bana titli, main ban titli, main ban titli

Uda-uda jaun haath na aaun
Uda-uda jaun haath na aaun
Kahan chali ban than nikli

Ban titli,

Dekho.., piche na aana
Dekho.., piche na aana
Mohe dekho, bahoot kathin pakad paana
Pakad paana, pakad paana

Pahne mukhaute rang birange 
Pahne mukhaute rang birange 
Chip-chip ke main udti chali