Indian Film History

Chahe Dushman Bane Zamana Lyrics

From Mardangi (1988)

Duration
6:56
Haay daiyya uyi daiyyaa Ho khatron se kitna kheli main Ab tak kitani akeli thi main Maidaan jeet ke tune piya Mera dil ko bhi jeet liya Chahe dushman bane zamana Maine tujhse yaari karli Chahe dushman bane zamana Maine tujhse yaari karli Koi daale boori nazar kya Are aise jaiso ka dar kya Ek mard ki biyyan dharli Chahe dushman bane zamana Maine tujhse yaari karli Ho chahe dushman bane zamana Maine tujhse yaari karli Ho na mere jaisi dil ma re Na tere jaisa diler yahaan Kismat ne humko mila diya Ab dil ke milan mein der kahaan Darkaar hain kya kaliyon ki Main dhool teri galiyon ki Darkaar hain kya kaliyon ki Main dhool teri galiyon ki Piya maang mein apni bharli Piya maang mein apni bharli haay re Chahe dushman bane zamana Maine tujhse yaari karli Chahe dushman bane zamana Maine tujhse yaari karli Ho hai kasam mujhe mere rab ki Teri hi banke rahoongi Dil tune agar mera toda Tere dar par jaan de dungi Tu gabru main teri haseena Tere saath hi mujhko jeena Tu gabru main teri haseena Tere saath hi mujhko jeena Sau jaan se mujhpar marle Sau jaan se tujhpar marle Chahe dushman bane zamana Maine tujhse yaari karli Chahe dushman bane zamana Maine tujhse yaari karli Koi daale boori nazar kya Are aise jaiso ka dar kya Ek mard ki biyyan dharli Chahe dushman bane zamana Maine tujhse yaari karli Ho chahe dushman bane zamana Maine tujhse yaari karli.

More songs from Mardangi

Chahe Dushman Bane Zamana Lyrics - Mardangi (1988) | Indian Film History