Indian Film History

Nasha Husn Ka Lyrics

From Mardon Wali Baat (1988)

Lyricist
Indeevar
Duration
5:30
Hey uljhana humse nahin hain aasan Jo tu hain shola to hum hain tufan Hey nasha husn ka utar jayega Chhakke tere chhuda denge Kiya karengi yaad umar bhar Aisa sabak sikha denge Uljhana humse nahin hain aasan Uljhana humse nahin hain aasan Jo tu hain shola to hum hain tufan Hey nasha husn ka utar jayega Chhakke tere chhuda denge Kiya karengi yaad umar bhar Aisa sabak sikha denge He dikha dikha ke husn ke jalwe Usne hamara hosh udaya Ajab to ye hain gajab to ye hain Arey dil ye hamara usi pe aaya Uthaye sar pe mot ka sama Uthaye sar pe mot ka sama Kiya tha dil se wafa ka arma Hey nasha husn ka utar jayega Chhakke tere chhuda denge Kiya karengi yaad umar bhar Aisa sabak sikha denge Hey kisi ko dil tum kabhi to dogi Arey diye bina dil nahin gujara Duvaye tumko diya karenge Humi ko de do ye dil khudara Nazar na phero meri jane jaa Nazar na phero meri jane jaa Kisi ke dil par karo koi ehsa Hey nasha husn ka utar jayega Chhakke tere chhuda denge Kiya karengi yaad umar bhar Aisa sabak sikha denge Yuhi kisi ko main kya milungi Naye zamane ki main hoon laila Meri bhi chhuti jo kar sakega Wahi banega mera to chhaila Mard banke jo mar le maida Mard banke jo mar le maida Husn karta hain usika arma Hey nasha husn ka utar jayega Chhakke tere chhuda denge Kiya karenga yaad umar bhar Aisa sabak sikha denge Uljhana humse nahin hain aasan Uljhana humse nahin hain aasan Jo tu hain shola to hum hai tufan Hey nasha husn ka utar jayega Chhakke tere chhuda denge Kiya karenga yaad umar bhar Aisa sabak sikha denge.

More songs from Mardon Wali Baat

Nasha Husn Ka Lyrics - Mardon Wali Baat (1988) | Indian Film History