Desh Ka Pyaara Sub Ka Sahara Koun Banega Lyrics | Masoom

                        desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi

sare jag me prem ujiyara kaun karega hum didi

bapu ka ye desh hai bacho sab desho se pyara
isi desh ki khatir usne apna sab kuch hara

vaap ki dhar ab rakhwala kaun banega hum didi
desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi
sare jag me prem ujiyara kaun karega hum didi
desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi

pyare bacho kaun ho tum hum bharat ki santan
bharat mata ke charno me rakh de ji aur jaan

mushkil shey ho desh ki jai ho kaun kahega hum didi
desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi
sare jag me prem ujiyara kaun karega hum didi
desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi

jaha jaha andhiyara dekhe hum ujiyara kar de
kadam kadam par desh ka daman hum khushiyo se bhar de

kaam ye pyara himmat wala
kaun karega hum didi desh ka pyara sab ka sahara
kaun banega hum didi sare jag me prem ujiyara
kaun karega hum didi desh ka pyara sab ka sahara
kaun banega hum didi