Indian Film History

Jo Ugta Hai Wo Dhalta Hai Lyrics

From Mata Mahakali (1968)

Singers
Mukesh
Lyricist
Avinash Vyas
Duration
5:17
Jo ugta hai wo dhalta hai Samay ka charkh chalta hai Arey manav sambhal ke chal Samay karwat badlta hai Jo ugta hai wo dhalta hai Samay ka charkh chalta hai Arey manav sambhal ke chal Samay karwat badlta hai Jo ugta hai wo dhalta hai Ye dekho suray ka jalwa Subha ko jo nikalta hai Ye dekho suray ka jalwa Subha ko jo nikalta hai Chamkta hai damkta hai Magar sandhya ko dhalta hai Ye uthne aur girne ka Sada hi khel chalta hai Arey manav sambhal ke chal Samay karwat badlta hai Jo ugta hai wo dhalta hai Arey insa akad mat aaj Tu apni bulandi par Arey insa akad mat aaj Tu apni bulandi par Na girte der lagti hai Samay ki ek manjil par Vidhata ne likha jo lekh Tale se na talta hai Arey manav sambhal ke chal Samay karwat badlta hai Jo ugta hai wo dhalta hai Samay ka charkh chalta hai Arey manav sambhal ke chal Samay karwat badlta hai Jo ugta hai wo dhalta hai Samay ka charkh chalta hai Arey manav sambhal ke chal Samay karwat badlta hai Jo ugta hai wo dhalta hai.
Jo Ugta Hai Wo Dhalta Hai Lyrics - Mata Mahakali (1968) | Indian Film History