Indian Film History

Mere Bapu Se Lyrics

From Matlabi Duniya (1961)

Lyricist
Ramesh Gupta
Duration
3:35
Mere bapu se yeh kehna Ki tumhara desh rota hai Tumhari kalpanao ka Yaha par khun hota hai Mere bapu se yeh kehna Watan ki tumne phulwari ko Sicha khun se apne Tumhari kalapanao ke Adhure hai abhi sapne Adhure hai abhi sapne Tumhare kal ke satyug ka Nahi abhash hota hai Mere bapu se yeh kehna Niyat insaan ki badli badhi Irshya se barbadi Sisak kar ro rahi dekho Ahinsa aur abadi Ahinsa aur abadi Aniti nachti hai desh ka Adar se sota hai Mere bapu se yeh kehna Pahan kar wastr ukhabi ke Bane behrupiye neta Ahinsa na miti to Yaha har aasra leta Yaha har aasra leta Tumhare naam ka bapu Yaha vyopar hota hai Mere bapu se yeh kehna Tumhara desh rota hai.

More songs from Matlabi Duniya

Mere Bapu Se Lyrics - Matlabi Duniya (1961) | Indian Film History