Ui Ammaa Ui Ammaa Mushkil Ye Kyaa Ho Gai Lyrics | Mawaali

                        
                        ui amma ui amma mushkil ye kya ho gai
ui amma ui amma mushkil ye kya ho gai
tere badan me tufa utha to sadi hava ho gai
ui amma ui amma mushkil ye kya ho gai
tere badan me tufa utha to sadi hava ho gai
ui amma ui amma mushkil ye kya ho gai
bolo in kapdo me lagti hun mai kaisi
har kapda khilta hai sundar hai tu aisi

bolo in kapdo me lagti hun mai kaisi
har kapda khilta hai sundar hai tu aisi
aage tere koi hai kya pari hai ya hai apsara
ui amma ui amma mushkil ye kya ho gai
tere badan me tufa utha to sadi hava ho gai
mausam ne dekha to vo bhi hua divana
tum jaisa divana tumne sabko jana
mausam ne dekha to vo bhi hua divana
tum jaisa divana tumne sabko jana
dekho nahi is tarah aane lagi mujhko haya
ui amma ui amma mushkil ye kya ho gai
tere badan me tufa utha to sadi hava ho gai
mai chanchal yauvan ko kaise bhala sambhalu
baho me aaja tu sabse tujhe chhipa lu
mai chanchal yauvan ko kaise bhala sambhalu
baho me aaja tu sabse tujhe chhipa lu
tujhpe rahe pahra mera bahe meri parda tera
ui amma ui amma mushkil ye kya ho gai
tere badan me tufa utha to sadi hava ho gai