Indian Film History

Zindagi Hai Kya Lyrics

From Maya (1961)

Duration
4:34
Zindagi hai kya Sun meri jaan Pyaar bhara dil Meethi zabaan Zindagi hai kya Sun meri jaan Pyaar bhara dil Meetthi zabaan Pyaar tujhe dega Wo maalik o pyaare Zabaan main teri Meetthi karun aa yaha Zindagi hai kya Sun meri jaan Pyaar bhara dil Meethi zabaan Honthon se meettha Meettha ras tapkaao ji Ice careem waalla aaya aao ji Honthon se meettha Meettha ras tapkaao ji Ice careem waalla aaya aao ji Teri gali mein Lagaa di main ne Chhoti moti si dukaan Zindagi hai kya Sun meri jaan Pyaar bhara dil Meetthi zabaan Pyaar tujhe dega wo Maalik o pyaare Zabaan mein teri Meetthi karun aa yaha Zindagi hai kya Sun meri jaan Pyaar bhara dil Meetthi zabaan Door se kyun hai Tuk tuk taktaa pyaare Paise bina hi le Jaa le jaa pyaare Door se kyun hai Tuk tuk taktaa pyaare Paise bina hi le jaa le Jaa pyaara anna do anna Nahin hai to udaasi Kaisi meri jaan Zindagi hai kya Sun meri jaan Pyaar bhara dil Meetthi zabaan Pyaar tujhe dega wo Maalik o pyaare Zabaan main teri Meetthi karun aa yaha Zindagi hai kya Sun meri jaan Pyaar bhara dil Meetthi zabaan Maal khazaana yahin Sab reh jaayega Yaha se koi kaho Kya le jaayega Maal khazaana yahin Sab reh jaayega Yaha se koi kaho Kya le jaayega Maaya hai maaya Ye duniya Ye duniya ke daastan Zindagi hai kya Sun meri jaan Pyaar bhara dil Meetthi zabaan Pyaar tujhe dega Wo maalik o pyaare Zabaan main teri meetthi Karun aa yaha Zindagi hai kya Sun meri jaan Pyaar bhara dil Meetthi zubaan Zindagi hai kya Sun meri jaan Pyaar bhara dil Meetthi zabaan.

More songs from Maya

Zindagi Hai Kya Lyrics - Maya (1961) | Indian Film History