Indian Film History

Main Tumhara Ho Liya Lyrics

From Maya Jaal (1962)

Duration
3:20
Main tumhara ho liya Aur tu humari holi O tu humari holi Duniya pyar ki dushman hai Duniya ko maaro goli Yeh toh bata o pehle se Main tumhari ho li Yeh toh bata o pehle se Main tumhari ho li Is duniya mein reh kar Kaise maare goli Duniya ko maaro goli Teri meri jhamegi kaise Pagle pyaar ki baat Na jaanu tera naam thikana Na jaanu teri jaat Pagle na jaanu teri jaat Jaat pyaar ki dushman Jaat pyaar ki dushman Is jaat ko maaro goli Duniya pyar ki dushman hai Duniya ko maaro goli Pyar ki duniya mein hum dono Milkar sher karenge Aji milkar sher karenge Dikhege baapu aiyya bhaiyaa Hum bemoat marenge Haay re hum bemoat marenge Moat pyar ki dushman hai Moat pyar ki dushman hai Aji moat ko maaro goli Main tumhara ho liya Aur tu humari holi Duniya pyar ki dushman hai Duniya ko maaro goli Pyar mein hoti hain Badnaami izzat ki barbaadi Saiyyan izzat ki barbaadi Isi liye toh kehta hoon Bas karlo mujhse shaadi Aji karlo mujhse shaadi Shaadi pyar ki dushman hain Aay kya bolti Shaadi pyar ki dushman hain Shaadi ko maaro goli Main tumhara ho liya Aur tu humari holi Duniya pyar ki dushman hai Duniya ko maaro goli.

More songs from Maya Jaal

Main Tumhara Ho Liya Lyrics - Maya Jaal (1962) | Indian Film History