Indian Film History

Meri Mohabbat Ke Lyrics

From Mehandi Ban Gai Khoon (1991)

Lyricist
Usha Khanna
Duration
5:34
Meri mohabbat ke Tum ho khuda tum ho khuda Meri mohabbat ke Tum ho khuda tum ho khuda Honge na kabhi hum tum judaa Honge na kabhi hum tum judaa Yeh waada karo yeh wada raha Yeh waada karo yeh wada raha Meri mohabbat ke Tum hi devta tum hi devta Honge na kabhi hum tum judaa Honge na kabhi hum tum judaa Yeh waada karo yeh wada raha Yeh waada karo yeh wada raha Meri mohabbat ke Tum ho khuda tum ho khuda Ye zaalim zamana hai Bada hi satayega Koan kaheta Raaho mein humari Deewar ban jaayega Toh humaara kyaa jaayega Rashmein kasmein waade khafaa Hum na bhulayenge apni wafaa Honge na kabhi hum tum judaa Yeh waada karo yeh wada raha Meri mohabbat ke Tum hi devta tum hi devta Duniya ke zulmon se Main takraungi achha Tere liye main jaan pe Khel jaaungi kya baat hai Rashmein kasmein waade wafaa Hum na bhulayenge apni wafaa Honge na kabhi hum tum judaa Yeh wada karo yeh wada raha Meri mohabbat ke Tum ho khuda tum ho khuda Ek chhota saa jahaan Hum tum milke Banayenge sach promiss Chaand aur sitaaron ko Dharti pe laayenge Rashmein kasmein waade wafaa Hum na bhulayenge apni wafaa Honge na kabhi hum tum judaa Honge na kabhi hum tum judaa Yeh wada karo yeh wada raha Yeh wada karo yeh wada raha Yeh wada karo yeh wada raha Yeh wada karo yeh wada raha.

More songs from Mehandi Ban Gai Khoon

Meri Mohabbat Ke Lyrics - Mehandi Ban Gai Khoon (1991) | Indian Film History