Tu Darr Mat Lyrics | Mehmaan

Lyricist : Sahir Ludhianvi
Music Director : Shatrujit Paul , Ravi
Singer : Asha Bhosle
                        
                        Tu darr mat darr mat yara
Gham kar mat kar mat yara
Pal do pal dhum macha le
Yu mar mat mar mat yara
Kal kisne dekha kal aaye
To sayad hum na ho

Tu darr mat darr mat yara
Gham kar mat kar mat yara
Pal do pal dhum macha le
Yu mar mat mar mat yara
Kal kisne dekha kal aaye
To sayad hum na ho
Tu darr mat darr mat yara

Ye raat bahaki bahaki
Ye julf mahaki mahaki
Ye jism kora kora,
Ye rang gora gora
Ye hont kanpe ye
Sans hanpe hanpe
Ye mastiyo ke ghere
Ye makhmali andhere
Kal kisne dekha kal aaye
To sayad hum na ho
Tu darr mat darr mat yara
Gham kar mat kar mat yara
Pal do pal dhum macha le
Yu mar mat mar mat yara
Kal kisne dekha kal aaye
To sayad hum na ho
Tu darr mat darr mat yara

Kis kaam ka hai yara
Ye dur ka najara
Ye gal bad ke chu le,
Ye bal bad ke chu le
Kuch paav thartharaye
Kuch jism rasrasaye
Nas nas badal ke phadake
Sine me aag badake
Kyu dil se mil ke dhadke
 
Kal kisne dekha kal aaye
To sayad hum na ho
Tu darr mat darr mat yara
Gham kar mat kar mat yara
Pal do pal dhum macha le
Yu mar mat mar mat yara
Kal kisne dekha kal aaye
To sayad hum na ho
Tu darr mat darr mat yara

Jisne bhi dil ko toka
Khud ko diya hai dhokha
Aaj dur gham se ho
Ja bebat hum se ho ja
Ye aish do gadi ka
Hoga jo jidagi ka
Baho me mujhko dhar le
Har koshise kar le
Ehsan khud pe kar le

Kal kisne dekha kal aaye
To sayad hum na ho
Tu darr mat darr mat yara
Gham kar mat kar mat yara
Pal do pal dhum macha le
Yu mar mat mar mat yara
Kal kisne dekha kal aaye
To sayad hum na ho
Tu darr mat darr mat yara.