Jab Mein Bhaiya Sharab Hu Pita Lyrics | Mera Damad

Lyricist : Babul Bose
Music Director : Partho Ghosh , Babul Bose
Singer : Amit Kumar
                        
                        jab mai bhaiya are kahe bhaiya sharab hu pita
jab mai bhaiya sharab hu pita
najar aave mohe ram aur sita
najar aave mohe ram aur sita
jab mai bhaiya sharab hu pita
najar aave mohe ram aur sita
najar aave mohe ram aur sita

botal ma band hamri jindagani
botal ma band hamri jindagani
hosh me lave kadva pani
kadva pani kadva pani
kadva pani ho kadva pani
ho sharab pike suno ho banarasi
sahukar ko hamane jita
najar aave mohe ram aur sita
najar aave mohe ram aur sita