Hume Aap Apna Bana Lijiye Lyrics | Mera Dost

                        
                        hume aap apna bana lijiye
hume aap apna bana lijiye
wafa kijiye ya jafa kijiye
hume aap apna bana lijiye

o hume aap apna bana lijiye
wafa kijiye ya jafa kijiye
kiya hai karenge yu hi intzaar
magar ik gujarish hai jane bahar
kiya hai karenge yu hi intzaar
magar ik gujarish hai jane bahar
kayamat se pahle bula lijiye
hume aap apna bana lijiye
hume aap apna bana lijiye

shama jal rahi bhala kisliye
khabar ye nahi aapko isliye
shama jal rahi bhala kisliye
khabar ye nahi aapko isliye
jara aag dil me laga lijiye
hume aap apna bana lijiye
wafa kijiye ya jafa kijiye
hume aap apna bana lijiye.