Pyaar Kiya Nahi Jata Ho Jata Hai Lyrics | Mera Vachan Geeta Ki Qasam

                        
                        pyar kiya nahi jata ho jata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai
kabhi hasata hai kabhi rulata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai kabhi hasata hai kabhi rulata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai

paas kya hai mere man se pucho sapane hirani ke tan se pucho
haye haye karke gujare hai din man ke jo paas dhadkan se pucho
ha kabhi tarsata hai kabhi tadpata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai

bairi mausam mujhko sataye gora badanva mora tharthraye
ku ke hai jab koi kali koyal manva pe julmi churiya chalaye
kabhi man laharata hai kabhi gata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai

dhaka vo dala dil pe balampahali najar pe luth gaye hum
teri rahungi sari umar tujhpe mithungi teri kasam
kabhi banata hai kabhi mitata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai kabhi hasata hai kabhi rulata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai