Indian Film History

Pyas Liye Manwa Hamara Lyrics

From Mere Bhaiya (1972)

Lyricist
Yogesh Gaur
Duration
3:36
Pyas liye manwa Hamara yeh tarse Ek bund teri daya ki jo barse Ban jaaye pawan Yeh jivan sara Jaise ganga ki ho dhara Jaise ganga ki dhara Pyas liye manwa Hamara yeh tarse Ek bund teri daya ki jo barse Ban jaaye pawan Yeh jivan sara Jaise ganga ki ho dhara Jaise ganga ki dhara Pyas liye manwa Hamara yeh tarse Jaane anjane karte Rahe bhul hum Chhune aaye hai charno Ki ab dhul hum Jaane anjane karte Rahe bhul hum Chhune aaye hai charno Ki ab dhul hum Teri karuna mile buri ya bhali Teri bhagiya ke hai phul hum Pyas liye manwa Hamara yeh tarse Ek bund teri daya ki jo barse Ban jaaye pawan Yeh jivan sara Jaise ganga ki ho dhara Jaise ganga ki dhara Pyas liye manwa Hamara yeh tarse Tumse hai bas hamari Yeh parathana Le ke aaye hai hum to Yahi kamana Tumse hai bas hamari Yeh parathana Le ke aaye hai hum to Yahi kamana Humko vardan do Aisa tum gyan do Rahe sab ke liye Prem ki bhawana Pyas liye manwa Hamara yeh tarse Ek bund teri daya ki jo barse Ban jaaye pawan Yeh jiwan sara Jaise ganga ki ho dhara Jaise ganga ki dhara Pyas liye manwa Hamara yeh tarse.

More songs from Mere Bhaiya

Pyas Liye Manwa Hamara Lyrics - Mere Bhaiya (1972) | Indian Film History